Neeraj Chopra ki biography jo Javelin Throw Me Kaafi Medals Jeete Hai. jisme Gold or Silver dono Hai. Kon Hai ye Neeraj Chopra ? Or Kya Karte Hai ? Kon-kon neeraj chopra ke family me hai or Kaha Se hai neeraj Chopra ?.
neeraj chopra ne medals kon kon year me win kiye hai ? ham aapkko apne article ke jariye bata rahe hai.
Neeraj Chopra Gold medal Winner biography & jivani
Neeraj Chopra ka janam 24 December 1997 Ko panipat, haryana Me huwa. Abhi Neeraj chopra Ki Age 23 year hai. inhone olympics me kai gold medal jeete hai. neeraj chorpa height 178 cm or 6 ft , inka Weight 86 Kg hai , jo is filf me aate hai or Neeraj chopra 4 numbers pe hai . neeraj chopra ke Coach Ka Naam klaus Bartoneitz hai.
Neeraj Chopra Ek kisaan ke Bete father name Satish Kumar Or Mother name Saroj Devi Hai. Neeraj Chopra Ek Army Soldier bhi hai. jab inka interviw huwa tha Army Man banne ke baadh tab inhone kaha ” Mere Papa Ek Kisaan hai. Maa housewife hai ham joint family me rhete hai mere 2 sister bhi hai.
mere parivar me kisi ki bhi sarkari job nahi hai iss liye sab mere iye khus hai. Neraj Chopra ne ye bhi kaha tha ab me apni training jaari rakhne ke saath saath apne parivaar ka bhi madat kar sakta hu.
Neeraj Chopra medals
Neeraj Chopra ko kaafi Medal Mile hai Neeraj Chopra ko Phela Gold medal 2012 Me Lucknow Me national junior Championship me inkko phela gold medal mila tha. uske baadh 2016 me poland Me huye IAAF world U-20 Championship me 86.48 Mtr Door Bhala Fake kar Gold Medal jeeta. 2017 me neraj chopra ne asian junior championship me silver medal jeeta.
Uske baadh 2018 me bhi Asian game me Gold Medal jeeta. neeraj chopra ko nominated kiya gaya rajiv gandhi khel ratan award se or 2021 me major dhyanchand khel ratan se
samanit kiya gaya.
Neeraj Chopra Gold in olympics Games
Neeraj Chopra ne Gold medal Olympic Game 2021 jeet ke pure desh ka naam rosan kiya hai . pura desh inhe badhai de rahe hai or sabhi log inke gold medal jeetne pe khusi mana rahe hai. Ham indian Aaj Neeraj Chopra pe proud Feel Kar raha hai. Agar baat kare World Continental Cup 2018 me Javelin Throw me inka rank 6th tha. jo inka rank #1 tha wo 2016 me tha U20 Championship game me .
Neeraj Chopra Medals Winner
- Gold – Tokyo olympics, 2021
- Gold – Asian Games, 2018
- Gold – Commonwealth Games, 2018
- Gold – Asian Athletics Cham-Pionships, 2017
- Gold – Under-20 Championships, 2016 With A World record.
- Gold – South Asian games , 2016
- Silver – Asian Junior Championships, 2016
Neeraj Chopra Motivational :
Dost bahut Kuch Sikhne ko milta hai yese Logo Ke baare Me Jaan Kar Agar mhenat Karoge to Fal Jarur Milta Hai. Neeraj Chopra bhi garib The inke Pita Ji bhi Ek Kisaan The . lekin inhone mhenat ki 11 year Ki Age Se hi Iss Liye Aaj Ye iss makaam Tak Pahuche hai.
aap bhi kuch yesa hi kar dikhao jisse aap bhi kuch acha or apni manjil tak pahuch sako. neeraj chopra ki biography read karke Aapko Kya laga Apna Comment jarur de . or yese hi biography or laane ke liye comment kare .
Hamara ek motivational page instagram pe hai aap Usse follow kar sakte hai Taaki Aap bhi motivate ho sake Id – ( @Motivation_thought833 ) Aap instagram me search karke hame follow kar sakte hai.